Description
sirf 2 issue hai is mai aik is ka speaker mai pani chala geya thah to awaz thori kam hai aik speaker kam chal raha hai niche wala aur is ki screen left side pe line aayi hui black bilkul patli patli uska masla nahi hai chalne mai koi masla nahi hai jis bhai ko chayye 50000 ka bilkul ok kr ke de dunga lcd aur speaker naya dalwa ke dunga aur agar is condition mai chayye to 44 se kam mai nahi de sakhta shukriya